Saturday, 6 July 2013

jo kuch or the wo kuch or hai

jo kuch or the wo kuch or hai
wo daor or the ab kuch or hai
jiska hona tha wo kisi or ka hai
waqt jo gujara ab kisi or ka hai

gujraa pal kuch ahsaah hua

gujraa pal kuch ahsaah hua
koi bhoola hua mera khash hua
aksar log bhool kar galti karte hai
humne galti pyar kar ke ki

Ek tara mere dil ka

Ek tara mere dil ka
Wo bhi kisi ne toda diya.
Aksar tute tare ko dekh kar,
log murade maga karte hai.

awaaj thi meri bass unke liye

Awaaj thi meri bass unke liye
wo chal diye muskaraate hue.
humne toh lagaya jaam unko bhulane k liye,
wo chale gaye jaam girate hue.

Tuesday, 25 June 2013

Barwadi ka manjar humne ek roj dekha

Barwadi ka manjar humne ek roj dekha
Jab mera hi dildar mujse dur baitha
Hum to liya karte the sanse unke naam ki
Or wo sanso ko hawao ka naam de baitha

Pahle to mod par pkadaa kyu tha?

Pahle to mod par pkadaa kyu tha?
Sahara banaya or apna samja kyu tha?
Kisi or se pyar tha tujko, Fir mujse kya tha?
Sidha nikal jata mai, Tune khicha kyu tha????????

Pyar Ka pahala Khatt Akhiri Kab Ban Gaya

Pyar Ka pahala Khatt Akhiri Kab Ban Gaya?
Humne Kya kiya? Jo wo Dur Hota Chala Gaya !
Badi Murade ki thi Unko Pane k Liye,
Kab suraj Ugaa or kab Dhalta chala gaya? Pata Bhi na Chala